Dard Bhari Shayari In Hindi Biography
source link(google.com.pk)Zindgi Har Kadam Par Imtihaan Leti Hai
Do Pal Ki Kushiyan Dekar Rula Deti Hai
Phool Khilati Hai, Umeedon Ki Roshni Deti Hai
Do Hi Pal Mein Naumeedi Dikha Deti Hai
Dilki Dadkan, Pyaar Ke Chiraag Bujha Deti Hai
Andheron Mein Kohra Beechha Deti Hai.
Kudrat Haat Pakad Manzil Tak Lati Hai
Kismat Do Pal Mein Zamin Dikha Deti Hai
Gila Kise Nahi Yeh Kismet Dagaa Deti Hai
Khwab Sajati Hai Dil Mein, Todh Bhi Deti Hai
Jhook Toh Jayen, Tumhari Chahaat Kahti Hai.
Do Hi Pal Tumhe, Hume Duur Bhi Kar Deti Hai.
Sahan Karni Hogi Judai, Kasak Deti Hai
Tadap Kar Raat Gujar Deti Hai
Here is Some Related Poetry or shayari
Tags: Dard Bhari Shayari Zindagi Par, Kasak Deti Hai, Kudrat Haat Pakad Manzil Tak Lati Hai, Phool Khilati Hai, Umeedon Ki Roshni Deti Hai, Zindgi Har Kadam Par Imtihaan Leti Hai
kyun marte ho bewafa sanam k liye…
marna hai to maro desh e watan k liye !
hasinae bhi dupatta utar dengi………..
tumhari kafan k liye……………..
dosto zindagi main kabhi pyar na karna!
pyar kiya hai to kabhi izhaar mat karna!
park main kabhi kisi ka intezaar na karna.
kyun ki doosre hi din bolegi………..
jaanu zara mere jooti saaf karna……
husn pario se chamak chand se laya hoga shabnmi ploolo se hoto ko sajaya hoga julf bikhre to ghatao ko paseena aay badi fursat se tujhe rab ne banaya hoga
khushi na gam ki,na gam khushi ka
Ajeeb alam hai zindgi ka
jo anna chaho hazar raste na anna chaho hozar hai lakon…
mezaj bharhum,taweel rasta barasti barish kharab mousum..
” Is dil pe kya gujari …….vo
anjaan kya jaane ;
Pyar kise kehte hai …….vo
naadaan kya jaane ;
uda le gayi havaa …… ghar us
parinde ka
Kese basaa tha ghosala …..vo
tufaan kya jaane !!! ” kp
” Kuch Baat Hay Teri Baton Me,
Jo Baat Yahan Tak Aa Pohnchi,
Hum Dil Say Gaey, Dil Tum Py
GAYA, Or Bat Yahan Tak Jaa
Pohnchi. ♥
Dard-E-Ghum Itna Mila Kii Ghabra Ke Pee Gaye
Thodi Si Khushi Mili To Mila Ke Pee Gaye
Yoo To Na Thi Pahle Se Pine Ki Aadat
Bewafa Ki Bewafai Main Pee Gaye
Mohabbat Ne Aj Hamko Rula Dia
Jis Par Marte The Usne Hi Bhula Dia
Uski Yad Bhulane Ke Liye Aasu Peete Gaye
Ek Din Bewafa Ne Usme Bhi Zehar Mila Dia
Hamin Na Muhabt Mili Na Pyar Mila
Hum Ko Jo B Mila Bewafa Yar Mila
Apni To Ban Gai Tamasha Zindagi
Har Koi Apny Maqsad Ka Talbgar Mila.
Sham Se Ankh Main Nami Si Hai
Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai
Daffan Kardoo Hamien K Sanss Milly
Nabz Kuch Dair Se Thami Si Hai
Waqat Rahta Nahi Kahien Tik Kar
Uss Ki Addat Bhi Aadmi Si Hai
Sham Se Ankh Main Nami Si Hai
Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai
Mujhe Uske Pahlu Ka Ashiyana Na Mila
Uski Zulfo Ki Chaon Me Thikana Na Mila
Kah Diya Usne Bewafa Mujhko Hi
Jab Chhorne Ka Koi Bahana Na Mila
Wo Hame Chhod Ke Chale Gaye Esa Dar Lagta He,
Duriya Bewafai Na Ban Jaye Ye Dar Lagta He,
Khuda Ki Kasam Hamto Bas Apke He,
Par Apki Bewafai Me Mar Na Jaye Ye Dar Lagta He…
No comments:
Post a Comment